Shri Bhagvatji

Shri Bhagvatji

Bhagvat bhagvan ki hai aarti ||

bhagvat bhagvan ki hai aarti |
paapiyon ko paap se hai taarti ||

yah amar granth, yah mukti panth |
sanmarg dikhane wala,
bigdi ko banane wala ||

yah sukh karni,
yah dukh harni |
jagmangal ki hai aarti,
paapiyon ko paap se hai tarti ||